To kion na aisa karein ke apni apni aawazein yeahn chipsaan karein....
apna pasandeeda joke, geet, ghazal, nazm, Naatiya kalaam, bhajan wagaria
aur kuchh nahi to apas mein ek doosre par koi mazahiya comment
Moderator: Sunita
taskeen wrote:To kion na aisa karein ke apni apni aawazein yeahn chipsaan karein....
apna pasandeeda joke, geet, ghazal, nazm, Naatiya kalaam, bhajan wagaria
aur kuchh nahi to apas mein ek doosre par koi mazahiya comment
sunita wrote:Aaj ek kaam bahut ehm huaa aur woh hai iss bazm ka aagaaz.Iss ki mubaarakbaad sab se pehle mere bhai jaan Khalid ji ko aur dost Suhel ko jaati hai.Kyun ki yeh dono na kehte to iss bazm ka pata kisi ko na chalta.Shukariya aap dono ka ki aap ki wajah se ab kayi dost yahan aa kar achha waqt bita paayenge.Ek bahut bada shukariya adaa karna hai mere bete Avleen aur Kirat ka jinhon ne yeh bazm banaane mein bahut madad ki aur ab bhi kar rahe hain.Duaa hai yeh bazm khoob phuule phale aur sab ko dheron khushiiyaaN de.Aameen.
![]()
sunita wrote:shukariya dosto, aap sab ki duaayeN agar yun hi saath rahiiN to yaqeenan aap ki yeh bazm bahut aage jaayegi.![]()
Return to shaam-e-sukhan ka taaruf
Users browsing this forum: No registered users and 1 guest