Hashmi sahab ka yeh afsaana ek urdu magazine "biswanii sadi" mein shaaya huaa tha. Hashmi sahab ne mujhe email kar ke bheja to main isse aap sab ke saath share kar rahi hun. Afsaane ki chaar kishtain hain. apne comments zaroor likhiiyega ki aap ko afsaana kaisa laga. shukariya.